zindegi kahin rukti nahin..! na saansen rukin, na dil ki dhadkanen...
kyunki duniya to qayamat tak chalti rahegi !! yahi nizam hai qudrat ka aur yahi rab ki raza bhi....
to phir insan kaise kahin ruk sakta hai use bhi chalna hoga wo bhi sab ko sath lekar.....
No comments:
Post a Comment